Koi aankhon aankhon main iqraar kar leta hai

By | Wednesday, April 02, 2014 Leave a Comment
Koi aankhon aankhon main iqraar kar leta hai,
koi baaton baaton main mulaqaat kar leta hai,
bada mushkil hota hai jawaab dena,
jab koi khaamosh reh kar sawaal kar leta hai.

0 comments:

Post a Comment